HMMM! bohat buri baat sana................ Hamaisha acha kehtay hain dosroan ko..... in flooding how you can recognize other one?
Come on!
nahi maya wo kisi had tak theek hai main buhat ziddi hoo zindagi main bachpan se le ker aaj tak jo mann main aya kia jo chaha ker dia, but kisi ne aaaj tak mujhe roka nahi toka nahi... isi liye main aisa hoo..
jaisa bhi hoo but attitude kut kutt ker paraya hoya aye mere andar.. aisa log kehte hain... but mujhe to nahi lagta main to buhat acha sa sophisticated kind of person hoo yaaar.. pyar kerne wala.. khair
sana aap ko jhukne ki koi zaroorat nahi, main nahi chahta ke main un mardo main shamil ho jo aurat ko jhuka ker fakhar mehsoos kerte hain.