Re: Blueberry
pehley ghar waley ko dikhoo phir decide kerey gay
Re: Blueberry
pehley ghar waley ko dikhoo phir decide kerey gay
Re: Blueberry
![]()
her kissiko apnay jaisa samjha hay
tabhee tumharay ilaqay kee saree lifts tootee hooee hain:D
mujhay maloom hay tum shareef larkee ho:halo:
Re: Blueberry
^ nahi batliwalay ko MAx chmakaye beran ya surf excel hay na kay advirtisment main cast ker lo
Re: Blueberry
haan woh kaam walee kay role mainm bohat achay rahain gay
:D
Re: Blueberry
main script parey bageyr kisi film/add ko sign nahi kerta pehley script dekhaye:snooty:
Re: Blueberry
^ script koi naheen jokaam abhee aapkar rahay thay wohi ho ga
just hum shoot lain gay..aap kopata bhee naheen challay ga..:D
Re: Blueberry
pata chaley ya na chelay lekin paisey kitney miley gay, main chotey motey add main kaam nahi kerta u know:snooty:
Re: Blueberry
^^ ![]()
oho aap apnee balti uthaiain or aa jayaian
jo aap letay hain in kamon kay wohee millay ga..:nahnah:
Re: Blueberry
Dekey merey tariff her kaam key alag hain example :
Berten saaf kerna
Berten saaf kerna gaana gatey howey
Berten saaf kerna gaana gatey howey aur sath main light dance
Berten saaf kerna gaana gatey howey aur sath main havy (fesley tabha ker deney wala) dance.
aab aap kehey kis category wala kaam kerna hoga