Billa dekh kay ammi kee yaad aa geyi… still ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by blushing_vision: *
Billa hai ya moat ka farishta (dog ka).
[/QUOTE]
you would know better atleast its a dog and not a goat.hahahahahaha
kiun… kuch aur bhi batana tha?
ooohho… qasam se mein to chup chaap baithi hui hoon… ![]()
![]()
Chal hut jhoti ![]()
mujay pata hay tum kitna chup bethti ho. KANCHI ki tarha chalti hay tumari ZUBAN ![]()
Billa Hi Dekha Tha Na ![]()
Ya Us Ki Aankhein ![]()
jee nahi… ![]()
mein to chup hi thi… baqi sab shor macha rahey they… ![]()
kia mutlab? ![]()
Matlab Ye K Billa Hi Hai ![]()
Nahi ![]()
Tumhein Kiya Batana ![]()
Bataya To Usay Jata Hai Jisay Kuch Khabar Na Ho ![]()
ohh acha :halo:
ahem ahem
… sab theek to hai na? ![]()
Shuker Hai Tumharay Pallay To Para :biggthumb
Haan Haan Shabbo Sab Theek Hai Tum Chinta Mat Karo ![]()
![]()
Phir jhoot ![]()
chalo… jaisa aap kaho… ![]()
![]()
mein jhoot nahi bol rahi…
Mein To Kehta Hon Araam Se So Jao Mera Kuch Nahi Pata Kitni Dair Ho Jaye ![]()
![]()
![]()
sudhero…
phir jhoot ![]()