Billa is back !!!!

Re: Billa is back !!!

tumhara tu main fuse hi nikalna paRay gaa :kursi:
abhi jumma jumma aath dinn nahi huay mujhay gaiey huay
aur qaum yeh bhi bhool gai kay main moderator hooN :snooty:
badtameezi par badtameezi hoo rahi hay :mad: