Re: Bilawal tells Altaf Hussain to control his ‘namaloom afraad’
N$ key bat kar rahey ho :cobra: lant bhaji uss per woh to hay he lohar aor tumharay leader key 100 speeches jaisi to mein kharay kharay kar lon ager blind followers mujhay bhi mil jaein
Oye nawaz shareed bahir nikal
oye DIG tujhey nahin choron ga
daikho daikho achakzai kaisa hay
oye Mushtaq sukhair tairi hadyaan toron ga
oye police walon ager kisi ney
waisey u ka fakher in taqreeron per daikh ker pata lag gia key sacha blind follower ho