Bilawal advised temporary break from politics

Re: Bilawal advised temporary break from politics

Tum katnay bichchu (scorpion) maro gay?
Her ghar say Bilu Niklay gaa
Kabhi naam Hamza ho ga uss ka
Kabhi Maryam ka labadah pahnay ga

Woh katay gaa bhie aur kuttay gaa
Pakistan baydardi say luttay gaa
Haram kha kha ker hua hay bara
Ab Haram kee daulat batoray ga

Aap royen gay aur cheekhain gay.
Yea Kerra qabar may bhie katay ga
Sath diya gar ayesee qiyadat ka
Tou farishta-e-Jahanum pukaray ga