*bhangra*

Re: bhangra

hawwwwwww… aisa kio kaha aap ne :bailan:

Re: bhangra

coz mujay koi lift he nahi karwaiee aap nay :bummer:

Re: bhangra

mae ne aisa kub kiaa eek

Re: bhangra

mein nay ik adad congratulation ke message send kiya tha is thread mein liken aap nay sab ke post ka reply kia hay except my :(

Re: bhangra

sub ko aik saath thankoo kaha tu tha :bummer:

acha aap ko ab keh detii hoon,. shukriyaaa :hug:

:stuck_out_tongue:

Re: bhangra

kab kiya tha :snooty:
ayr ab kia faieda :ekk:

Re: bhangra

Mubarkan way Mubarkam Moto Keep Flooding :bhangra:

Re: bhangra

kia tha.. ja ker dekh leien 1st page pe :snooty:

D^M: khud ho ge motay guppay… :grumpy: thankoo waisay :stuck_out_tongue:

Re: bhangra

ufff 35 k ki khushi main aur bhi moti hogai ho :stuck_out_tongue:

Re: bhangra

motii tu mae waQaii ho gayee hoon.. 1 kg barh gaya hai mera weight :'(

Re: bhangra

mein pehlay he daikh chuka tha :snooty:

Re: bhangra

Pk main khoob parathe sharathe khai honge lassi wasii bhi pee hogi :stuck_out_tongue:

Re: bhangra

:bhangra: :bangra:

Re: bhangra

ISuuu eek jjhooott :bailan:

D^M: aik dafa hee khaya tha paratha.. aur thund mein lussi kon peeta hai ullu :smack2:

P-d thankooo :smiley:

Re: bhangra

uf aik parathe se aik kilo bhar gaya weight :eek: ullo sardi main log lassi boil kar k peete hain :snooty:

Re: bhangra

nahi yea sach hay :snooty:
PS:- how are ur trip

Re: bhangra

D^M k bachay.. zaroorii nahi paratha khanay se barha ho., :smack:

Isuu bhaii : jee nahi jeeeeeeeeeeeeee

Re: bhangra

main samjha itne din tum sirf aik parathe per chali :konfused:

Re: bhangra

haan ji haaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaan :snooty:

Re: bhangra

D^M tumhara zaroor demagh kharab ho gaya hai:p

Isuu bahii.. :smack: hud hai Qasm se..

acha mae chali ab.. khana khanay :blush:… tata :wave: