Ji main bhi baron ki daant ko mind nahi karta, pehley tu mujhey Maar bhi parti thee blush ab sirf daant parti hai 
Jee unko achaar kuch khaas pasand nahi hai , is leye shaid 
Kuch mousamo main achar bohat acha lagta hai jaisey ke ajkal , yaani mosam-e-barsaat
Ji sirf aaj kal ke hi nahi balkey , parsoon tarsoon ke larkey bhi khaney peeney ke shouqeen hotey they
Hosakta hia 
Theek hai 
Jee wo bhai bhi samajhdaar hain, wo souch rahey they ke kaheen mera gala na kharab ho jaye 
Bilkul sahi farmaya aap ne
Thanku
Ok. tum kehtey ho tu maan leta hoon , warna mera dil bara kamzor hai 