**main ne arz kiya hai na ju mujhey Aunty kehain or unhin main Uncle ya aunty kahon tu jwab ata hai "ham tu aap se kam umar ya baiton ki umar key hain guya 10 ya 11 sal ke. Agar ye mazaq hai tu mazaq main wapis lain. Aunty ka muzakar Male uncle regadless of age sunain bhi phir ![]()
Mera khiyal hai ye koi ehtram ki nashani nahi masnoi nishanian hai ju banai gai hain.
**Daffa kero kab tak sochain jab kisi ko ye pasand nahi tu ap kion zabardasti ki rishta dari jor rahy hain. Waisy bhi offices main kitny apni boss ko ya coworkers ko yahan Uncle ya Aunty keh ker pukarty hain yahan:D
MEra khiyal hai main kahun ke aissa kero tu kahain gy uh how paindo, You know corporate setting and meeting calling Uncle John Ceo of abcd Aunty Martha ![]()