Re: ::: bhaaR jhoNko Tehreek :::
![]()
to phir unkil yeh keh rahein hai ke cafe ke bahar jhanko:D
Re: ::: bhaaR jhoNko Tehreek :::
![]()
to phir unkil yeh keh rahein hai ke cafe ke bahar jhanko:D
Re: ::: :::
nahin isay bakwaas farmaana/baknaa kehtay hain ![]()
Re: ::: :::
kaafi famaa/bukk lee gayee hai phir tau…
sub saY ziadah farmaai/bakki is done in cafe… Image gallery comes second in the race.
Re: ::: bhaaR jhoNko Tehreek :::
Kuch kuch hota hay ![]()
Re: ::: bhaaR jhoNko Tehreek :::
aap kaY avatar maiN yeh ghoRa hai yaa khotaa hai?
Re: ::: bhaaR jhoNko Tehreek :::
aji umer ka taqaaza hai… wasiyaat likhwaa dijyey ![]()
Re: ::: :::
kaafi famaa/bukk lee gayee hai phir tau...
sub saY ziadah farmaai/bakki is done in cafe.... Image gallery comes second in the race.
aji aap kahin to kahin... hamaari majaal hai jo cafe walon ki shaan main ye gustaakhi karin ...
aap kay to oopar tak talluqaat hain... humain jaan kay laaly par jain gey itni makhlooq ko naraaz kar kay
Re: ::: bhaaR jhoNko Tehreek :::
![]()
![]()
muje to khota lagta hai
Re: ::: :::
kaun saY ta’alluqaat janaab? ![]()
Re: ::: :::
aji aap cafe kay bazurg thehray… sub mod shod aap ki goud main khail kar palay bharhay hain… aap par aanch nahin aany dain gey
Re: ::: bhaaR jhoNko Tehreek :::
Abhi main aap ki umer tak naheen pohancha ![]()
Re: ::: bhaaR jhoNko Tehreek :::
yaar dhaari baal to sary kay sary sufaid ho chukay hain ![]()
waisy aap ko kuch ho raha tha mujhe nahin ![]()
Re: ::: bhaaR jhoNko Tehreek :::
Ab is umer main aap ko kuch honay say tou raha …![]()
Re: ::: bhaaR jhoNko Tehreek :::
achaa aap ka matlab jab bandaa aap ki umer ko pohanchay tab kuch hota hai … k i’ll wait ![]()
![]()
Re: ::: bhaaR jhoNko Tehreek :::
Dobara javani naheen milti …![]()
Re: ::: bhaaR jhoNko Tehreek :::
maybe u’r an elf then
jo abhi tak jawaan ho
Re: ::: bhaaR jhoNko Tehreek :::
Chacha time piece tumhain mairi javani say kiyun chirr hay ![]()
Re: ::: bhaaR jhoNko Tehreek :::
is it like bhaar may jaou thread? ![]()