Bey parwah

Re: Bey parwah

pataa hai…lol … to, kia Punjaabii meN ‘parvaa’ ko ‘parvaah’ kahte haiN? :Dvaise, Punjaabii zabaan ko Urdu rasm ul Khat meN likhaa gayaa hai jaise maiN ham Urdu ko yahaN roman script meN likh rahe haiN. :slight_smile:

'ajeeb zamaana aa gayaa ham ek zabaan ko duusrii zabaan meN likhne lage haiN. :cb: