Re: Best Of Lucky Wishes
ab rone ki kya baat hai??
Re: Best Of Lucky Wishes
ab rone ki kya baat hai??
deebs! mein ne kabarda tu nahe bnaya. just mazak kia tha. im sorry if u mind it.
![]()
Re: Best Of Lucky Wishes
.. ![]()
xeno bhai apko kia hua?
kakay ko bhook lag gai?
![]()
![]()
Re: Best Of Lucky Wishes
han… 9:55AM par he bhook lagging. :hinna:
koi baat nahe ruj k khao janab!
![]()
ab rone ki kya baat hai??
maro gi tau rona tau aaye ga na
maro gi tau rona tau aaye ga na
pra ji usne mara kb hai? abhi to marnay k liye sirf danda hi hath me pakra tha k ap dar gaey.
:)
ye tu sara ser nainsafi hai na adeeba sis k sath.
kiun deebs?
:p
:D
Re: Best Of Lucky Wishes
shanti se rahye. chinta mat kijiye.
:)
Re: Best Of Lucky Wishes
lo ji... ab hindi bolni shuru ker di...
btw chinta notttttt
lo ji... ab hindi bolni shuru ker di...
btw chinta notttttt
hahahah
nahe ji mujhay hindi se sakht nafrat hai, lekin kabhi kabhi shaant mahol me bol bhi leta hun sikhnay k liye. ab seekhnay ka bhi hargiz ye matlab nahe hai k mujhay is se lgao hai.
bulkay iskay pichay bhi aik khaas maqsad kaar farmaa hai.
aur wo kia hai?
thats the mystery now.....
:D