Re: Best of Anwaar Qureshi
Kaash mujhaY bhee iss kaa Ilm hotaa :)
Mohabbat ka tajurba khushgawar nahi hai? Ya aap tareek pehlo par zeyada nazar rakhtay hain.
Har aik ko aik jaisaa tajurbaa naheeN hotaa.. agar HaQeeQat pasandi taareek pehlu kaa doosraa naam hai, tau aap kee baat kaafi hud tukk saheeh hai..
Darwesh kay kheyal sai mujhay itafaq hai. Insan apnay mahol sai zaroor mutasir hota hai jabkeh aap ki nazam ka mahol bilkul Pakistani hai.
hamaari rooh bhee Pakistani hai..