Berhi~Bee

Re: Berhi~Bee

Bass… bass jaisay hi wo pagal e oyee kahay, bass ap nay forunn say uss ka haath pakar laina hay… aur phir kabhi nahi chorna… kehna UNN say k aap nay ussay kahan kahan nahi dhoonda… drawer main, jaibooN main, kitchen main, jotay k dabbay main… lekin aaj wo mila bhi kiss tarah…
phir aik gaana gaana …

… FIN …

mujhay kia pata tha k ap ko teendoN say ishq hay, warna pooray Pakistan say mangwa kar aap ko day daita… btw, I never ate teenda… naam hi ajeeb say hay to kaam kaisa hoga bummer zor say

and aap kay kandhay agar nazuk hain aur 121 ka bojh nai utha saktay to koi Maharani oops Nokraani rakh lain na :-p