Re: Berhi~Bee
koi to hay iss jahan main jiss k liay aap bani hain, wp sapnon ka sodagar, yaheen kaheen hoga kisi table k neechay yar phir amrood k tree kay oopar kailay torh torh kar kha raha hoga... bass baat hay nazar ki, ...
Un-daikha anjaana sa, pagla sa dewana sa, jaanay wo kaisa hoga hoo... ** **Choori say chupkay chukpay roshandaan say jhaank raha hoga wo...hoo
hairaan na hoon, kuch hairaangi baray miaooN k liay bhi rakh lain, kaheen aisa na ho UNN ko daikh kar hairangi ka zakheera khatam hochuka hoo aur wo naraz hojain k aap to hairaan hi nai howin UNN ko daikh kar... :-p
and and and... aap to kam az kam Dada Abba na bolain, agar aap jaisi barhi bee hamain dada abba bolaini to aap ki umar mila kar meri to 189 saal ki umaria hogai na :$:$:$
uff DADA ABBA ..........koi haal nahi tada.........office main baithi hoon barhi mushkil say qehqay ka gela ghonta...
189 deeday ghouma ghouma k daikhing..........yaani app pooray 168 k hain heryaaaan peraishan hoing