believe it or not

Re: believe it or not

haan zaroor ghalat fehmi hai phir…

oh nahi nahi …waisay jab bhi koi baat baad mein batanay ka kaho..sab say pehlay shak shadi par hi jata hai…:hehe:

waisay engagement tu ho chuki tumhari …ab ye na poochna mujhay kaisay pata chala…