Beega beega sa :(

Re: Beega beega sa :(

^^ ha ha ha....
Chaloo mamoon ab rona band karoo aur phir say mehnat karoo
main nay poora 1 hrs zaya kiya sirif tumhari khatir...
mujhay bhi bohot gussa aa raha tho vo fazool sa game khailtay hoay
per kiya karain tumhara record jo break karna tha...