^ kiaa baat hay! chalain app kay ley riyaat kertay hoyee yeh pooch laytay hain
woh sandal jo app nazar jhukaa kay dakihtay hain woh app kay sir mubarak per kub kub or kitnee baar Bajayee gayee
i know uncountable phir bhi cheeda cheeda waqiyaat bata dain : D
Mujhay srif itnaa pataa hi ke 1 inch ki heel se ziyada takleef 3 inch ki heel daiti he .. :(