Bechara Shohar

Re: Bechara Shohar

Mujhey Nanna marhoom ka eik filmi dialogue yaad aa gaya, woh england mein Nadeem kay saath that aur eik khoobsoorat see gori guzar aky jatee hai toh woh kehta hai " Yeh woh hain jinn ka hum say maut kay baad wadah kiya gaya hai aur hamaray wali inn koh milengee phir inhein patta chaley ga kya hum nay zindagi kaisay guzaree". Aab aap khud hee andaza laga lein.