Bechara mard...

Re: Bechara mard…

Suno jee…ab yeh ilzaam ke mard gharon ke baahir pata naheen kia kia karte phirte hain! :rolleyes:
I think it is covered in the topic ke gharon ke baahir raho to bad-naam/aawaara kaha jaata hai :smack:

Re: Bechara mard...

pehlay to nahi lega kabhi bhi koi "bichara"......yeh perh k waqaii bicharay leg rehya hain

Re: Bechara mard…

waqai … :smokin:

Re: Bechara mard...

[quote]

mard ho ya aurat - donoo Allah (swt) ki piyari makhlooq hain
koi kissi say behtar nahi - siwai uss kay joo muttaqi aur parhaizgar ho

[/quote]

jamez bhaand win best reply award !

waisai agar serious bat ke jaye to Mard ki apnee nalaike hote hay jo woh Baychara banta hay

werna Quran main to Allah nay fermaya hay

Arijaloona QAwwamoon minn -an- Nisa
Mardoon ko Awrtoon per bartare de gayee

jub kay ajj kal ulta haal hay

Laila nazar ata hay **
**majnoo nazar atee hay

Re: Bechara mard...

so nice ... so true ... but ' dil hai kay manta hi nahi ' :)

Re: Bechara mard…

cant read :snooty:

becharay mard :stuck_out_tongue:

Re: Bechara mard...

phitey mou Sultan Rahi ko Anjuman bena diya
Bhaiyoo murd bano ser ka dard met bano