Bay Rang Hai Her Ghuncha e Lub Kiya Ussay kehna

Re: Bay Rang Hai Her Ghuncha e Lub Kiya Ussay kehna

hain lubraaaiz aahon say thundi huvaaein
udaasi main doobi hui hain ghutaaein
muhubbut ki dunia pur shaam aachukki hain
siaah poosh hain zinduggi hi fizaaein

mucchulti hain seenay main laakh aarzooein
turrupti hain aankhoo main laakh iltijaaein
tughaaful ki aaghosh main soruhay hain
tumhaaray sittum aur meri wufaaein

phir bhi aaey meray masoom qaatil
tumhain piaar kurti hain meri duaaein