!!!!!BATHROOM MAIN!!!!!


**
ari waah...u never did...yaaraa u ke abilities ek ek kar ke aa rahe haiN saamne...achhaa huaa ikaTThaa nai bataya varna maiN to ab tak marHoom ho chukaa hotaa aur u kii shaa'irii se maHroom rah jaataa...to

haath lage kangan ko aarsii kia
aur paRhe likhe ko farsi kia

sunaao ne kuchh ... bathroom meN hehe**