Bathroom ideas

Re: Bathroom ideas

Maaf kejeye ga , lekin bari behooda thread hia ye :grumpy:

Pictures our wo bhi bath room ki ? privacy bhi koi cheez hoti hai

X2- sahab ! kaafi ameer admi lagtey hain aap :vivo: yaani ikathey hi do besan bana deye ek hi bath room main. Kia bohat ziada amad o raft rehti hai ?

Waisay ek idea hai. jab aadmi bathroom jaye tu wo beyak waqt dono wassh besan tu istemal karey ga nahi , aap ne tu sheshey ke transparent bowl lagaye howey tu inmain paani bhar ke machleyan choor dain , TLK jaisa aadm bhi jab andar jaye ga apna kaam bhool kar machleyan dekhna shoro kardey ga our ghanta ghanta bhar nikley ga hi nahi :cb:

Phir saarey muhalley main apka ghar our bath room mash hoor ho jaye ga :smooth: