barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

Kuch nhi :snooty:

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

i remember the paper boats we czns and dadajaan used to float:hayaa:

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

reminds me of, one of my worst bike accident of my lyfe … … end up with broken arm and ribs and has to scrap my heavy bike:(

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

ok m going now cough ziada hai nd eyes me dard hai. so see you all frends Insha Allah tommorow.

so

Allah Hafiz and tc :)

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

koii “proof” bhii to pesh kareN k pahle k ba nisbat ab bahtar ho haha :smiley:

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

Kharaab ho rha hai :@:

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

hayeN? :o itnii maHnat kii aur itne paise Kharch kiye aur phir bhii “nateeja Than Than gopaal”? :omg:

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

oh....
well....not all barishes mai accident hoga ....so usko kisi achi cheez se yaad karain :)

awwww...
take medic ...take careeee
Fe aman Allah

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

Aho na :bummer: Mujhe yeh sab raas nahin aaya :@:
**
Than than gopaal :omg::omg: **

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

**
raas nahiiN aayaa…to iske liye kuchh “mantar vantar” paRheN yaa paRhvaayeN…vaise maiN is kaam ke liye nihaayat mauzooN huN…Kharcha bhii koi lambaa chauRaa nahiiN…zaraa sii miThaaii pe aman jaataa huN :slight_smile: magar miThaayii ke saath ek adad metformin kii tablet bhii denii hogii … thankoo :)**

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

baarish apko kya yaad dilati hai…

kay meri chatri kahan hai :meeno:

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

rain remindz me whn i was little.......hahaha

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

bapchan ki kuch yadien ar bohat kuch ..........

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

ghar ki yad dilati hai barish, coz 4 ghante ghar ka rasta dhondne ke bad hum phr se office agaye ab office main sona parega :(

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

enjoyyyyyyy:balley:

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

u karo enjoy u ke pass b to hoing :hoonh:

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

me ke paas office mai stuck honey wali chance nahi :cryb:

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

why wahan pani jama nai hta kya :(

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

first floor nahi hai office mai :emmy:

Re: barishhhhhhh aapko kya yaad dilati haiii

ground floor pe to hta hoga na :p