Barish Baadal Tum Or Main

Re: Barish Baadal Tum Or Main

hahaha…vo bhii aur ek** jhoola** bhii peR se laTkaa huaa jis pe laRkiyaaN aur laRke unko pengeN dete huye yeh gaa rahe hoN:

laRke:

barkhaa raanii, zaraa jam ke barso
mera dilbar jaa na paaye, jhoom kar barso!

laRiyaaN:

barkhaa raanii, zaraa tham ke barso
mere pee ghar jaayeN to phir jam ke barso!