Bari pur sakoon thi yeh zindagi,niya dard kis nay jaga diya

Re: Bari pur sakoon thi yeh zindagi,niya dard kis nay jaga diya

***meray kam sukhan ka yeh hukum tha,ke kalam is say main kam karoon
mere hont aisay silay ke phir meri chup nay usay rola diya,

usay sher sunanay ka shuaq tha,mujhe arz-e-haal ka zauq tha
isi zauq-o-shauq main ek din, usay haal dil ka suna diya.

these two r very nice.....*