Re: barey bey Murawat hain yeh husn waley
ehsan bhai, subah subah baray romantic mood mein, kher to hai?
Abhi toh mein jawan hoon. :D
Ehsan Bahi . GushTaki Maaf , lakin kahin JawaaNi ka koi ishq tu nahi yaad araha hai :)
Sheesh!!!! Public mein poll khol doh gey kiya?? :)