Barbie Janoo kiya huwa :(

Re: Barbie Janoo kiya huwa :frowning:

Try CostCo .. :slight_smile:

Re: Barbie Janoo kiya huwa :(

Emm...we All Girls Should Get Married..........kisi Baba Jee Se......

Re: Barbie Janoo kiya huwa :frowning:

^^ kiya kah rahi hain barbie.. emm YAHEEN par aatam hatya kar lay gi :smokin:

Re: Barbie Janoo kiya huwa :frowning:

still for 4???/ :bummer:

Re: Barbie Janoo kiya huwa :frowning:

bhayee aisay baithay baithay sirf neend aati hai, shaadi nahi hoti. haath pair maaro, nahi tu hum maar lete hain tumharay liye. chalo shabash.

Re: Barbie Janoo kiya huwa :frowning:

attam hatiya kahan yaar…woh to khushi sai mar jaye gi, kai uski aakhir shadi ho hi rahi hai :smiley:

Re: Barbie Janoo kiya huwa :frowning:

okkkkk guys my head is :rotato: gotta sleep :bummer:

thanx faizy for stickinh around :smiley:

Barbie feel better

Waqi soot up!!

NaMaan: :slight_smile:

salam all!

Re: Barbie Janoo kiya huwa :frowning:

shabba khair :wave:

Re: Barbie Janoo kiya huwa :(

Wasallam Wasallam ... :)

Re: Barbie Janoo kiya huwa :frowning:

Ghosts of Kicks never listen to the talking :halo:

Re: Barbie Janoo kiya huwa :frowning:

me too i’m goin to sleep also…lol…tc everyone

:wave:

:closed:

LOCKED

Re: Barbie Janoo kiya huwa :(

finally. wacko's leaving! sigh

Re: Barbie Janoo kiya huwa :frowning:

sneaks back in standing right behind chupul aunties head fire cracker in hand :hoonh:

Re: Barbie Janoo kiya huwa :(

Jisss ka liya ya thread start howa tha uss ka kiya bana ? :)

Re: Barbie Janoo kiya huwa :(

yaar poori ki poori carbon copy bananay ki try karta hai yeh waqi...mai atti houN aa jaata hai, mai jaati houN chala jaat hai ...chakar kiya hai :D

Re: Barbie Janoo kiya huwa :frowning:

so jaao munne. bahut raat ho gayi hai..ami uth gayeen to maar khaaoge. shabaash. jaldi se jaake so jaao ( :bailan: )

Re: Barbie Janoo kiya huwa :frowning:

aap hi samjhaayein emm khaala…aakhir chakkar kya hai :smiley:

Re: Barbie Janoo kiya huwa :frowning:

hah…ammi is 13,460 miles over the atlantic auntie… :hoonh:

:frowning: missing her

Re: Barbie Janoo kiya huwa :(

haha...well agar saath waali aunty aa gayeen..to woh peetengi

Re: Barbie Janoo kiya huwa :frowning:

tumhari bhi ammi paas nahee hain…meri bhi nahee hain :frowning:

":frowning: missing her*