Re: Banned?!?
dekho vivo ko bhi afsoos hai :halo:
koi baat nai vivo, next match hum jeet jayengay ![]()
Re: Banned?!?
dekho vivo ko bhi afsoos hai :halo:
koi baat nai vivo, next match hum jeet jayengay ![]()
Re: Banned?!?
vivo nahi.. heartuu ![]()
Re: Banned?!?
aao dono mil ke rotey hain
![]()
Gizz bhai … ayween itni jaldi uthey
aaj Pakis ka mood hi nahi tha jeetney ka ![]()
Re: Banned?!?
mae akele roun gii ![]()
Re: Banned?!?
oh ![]()
haan wohi Hacky…
Moood kaisay nahin tha ![]()
khooton ne satta lagaya hua hoga
Re: Banned?!?
suna gham judaayii ka uthatey hain log
jaaney zindagi kaise beeta-te hain log ![]()
Re: Banned?!?
tu ro phir akele hi ![]()
Re: Banned?!?
gizzy bhaii boorhayy ho gaye ![]()
meenuu.. fazool shairii ![]()
Re: Banned?!?
Moon.. tumhari halat pe perfect lyrics .. US ke liye ![]()
tumhe koi aur dekhe tu jalta hai dil
bari mushkiloa’n se phir sanbhalta hai dil
kiya kiya jatan kartey hain.. tumhe kiya pata
ye dil beqaraar kitna
yeh hum nahi jaantey
magar jee nahi saktey.. tumharey bina ![]()
:halo:
Re: Banned?!?
dafa.. itna touching gaana hai ![]()
haha.. koi nahi jee.. mere bhai ko buddha nahi kehna :o
Re: Banned?!?
US kaun hai? United States :halo:
Re: Banned?!?
gana acha hai abhi acha nai lag raha.. ![]()
hain hain hain… ![]()
Re: Banned?!?
![]()
Heartuu bata doon? :halo:
Re: Banned?!?
tu mujhe tu acha lag raha hai na
![]()
tumhe hua kiya hai btw? tragedy tu mere saath hui hai aaj ![]()
nahi nahi nahi :o
Re: Banned?!?
nai batana ![]()
nai acha lag raha.. meri marzi ![]()
mere saath hoi.. sara din ghar mein akelii
aur kal physics ka test ![]()
Re: Banned?!?
mei bhi akeli hoon saara dinn se ghar pe
and i couldn’t sign in to msn :o
koi kitni der wait karta raha ![]()
and i have work tomorrow :o
Re: Banned?!?
haan haan batou batou jaldi.. ![]()
Re: Banned?!?
moon mujhe ooper pohancha de gii
:halo:
Re: Banned?!?
jaaney kaha gaye wo din…
*kehte the teri raah mei .. *
nazroa’n ko bichyein ge
![]()