Okay jee…ab thanks nahin kehe ghay …lekin thankoo to keh sakhte hai na..
Nice …
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Registered & Officially
— Pangay Baaz —
Rude Boyz Rulez
Thanks speed master jee…
Lekin aap ki choice to hum se bhi ziada achee hai …
Kion keh jitne bhi aap keh sher hum neh pardhe humhe sabhi achay laghay
ji nahi madam, agar aap ne kaha thanks yaah thankoo shankoo tou mein
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif
karna shurro kar doon gee
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hoonh.gif
**]/] ]] $ ] ] ]/] **
~HaY JaZbA JuNoOn ToU HiMmAt Na HaAr JuStUjOo Jo KaRaY Wo ChUaY AsMaAn, MeHnAt ApNi HoGi PeHcHaAn KaBhI Na BhUlO, SaB Ki NaZrOn MaIn.. PAKISTAN KaBhI Na BhUlO, PAKISTAN HaI TuMhArA, PAKISTAN HaI HumArA~
Ke mein ne pehlee baar aap kee baat par agree kia hai..is pe agree naheen karta
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Kia kar logee?
nayab sahiba just like your nick this kalaam is nayab in its own rights.
sunaane ke liye shukran very much
(¯`~!‹‹®››...Hâm...IbŦ £dâ_ë_I§Ħq....mëiñ...Añjaam...HöĞeye...‹®›!~´¯)™ ©²°°²
“¨¬¯¯³ª¯¬³ª“.¥È báäžží ̧µQ KÌ Báäž¶ hãí jÔ ÇhãhÖ Lægäà dÔ Œãr kÊ“§¬Ã“°²“¨¯¯–“
**
bohot khoob .. very nice ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
**
I am like an Open Book Except for the few pages of my past, My life is an empty book. It takes the shape of a mystery, To me it does at least. For I cannot tell what happens next, Too many cliffhangers and too much suspense. But its clues all lead eventually to the same place, Unfortunately it does not say where. It only says get the next book, For in this one you’ ve ran out of room.
Thanks Mareez-e-Ishq jee and azam jee..
Acha jee to aap agree nahin karte..Chalhe kohi baat nahin hai …mat karhe…nahin nahin main kia kar sakhtee ho…kuch bhi to nahin …na to kar sakhti ho aur na hi keh sakhti …aur woh bhi khaas toor par aap ko ..nahin nahin…Wese bhi aap se koun jeet sakhta hai …right
Ab aisee bhee koi baat naheen kioon sharminda kar rahee hain Nayab jee…Aap sabkuch keh saktee hain aur haan mujhe bhee keh saktee hain…dont worry…aur jeetnay haarnay kee to koi baat hee naheen..
He he..main to mazaak kar rehi thee…nahin nahin main aap ko kion sharminda karne laghee…aap ko to pata hi hai keh main kitni masoom aur khamosh rehne walhi larki ho..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/pretty.gif
Aur wese bhi main kabhi bhi aap ko yah yaha sabhi doston ko kohi burhi baat kar hi nahin sakhtee…jis se aap sab ko burha laghay
[quote]
Originally posted by Nayab:
Hazaar pardhe bhi dalho aghar banawaat ke
Dilo ki baat ko chehraa chupha nahin sakhta
[This message has been edited by Nayab (edited June 12, 2002).]
[/quote]
jo dil ne kahi lab pe kahaaN aai hai dekho
ab mahafil-e-yaaraaN me.n bhi Tanhaai hai dekho
Ghm apane hi ashkoN kaa kHareedaar huaa hai
dil apani hi haalaat kaa tamaashaai hai dekho
Daiyaar-e-MagHrib se jaane walo!daiyaar-e-Mashriq ke BaasioN ko
Kisi gHareeb-ul-Watan Musafir ki ChaahtoN ka salaam kehnaa
Hamaare Shaam-o-Sehar ka keya Haal poocHte ho ke lam'haa lam'haa
Naseeb in ka bana rahe haiN tumhaare hi Sub'ho Shaam kehnaa
[quote]
Originally posted by Tassneef:
** jo dil ne kahi lab pe kahaaN aai hai dekho
ab mahafil-e-yaaraaN me.n bhi Tanhaai hai dekho
Ghm apane hi ashkoN kaa kHareedaar huaa hai
dil apani hi haalaat kaa tamaashaai hai dekho
**
[/quote]
Hmmm bohot khoob tassneef jee....wah wah
Arz kiya hai :
Khamoshi bhi hai arzeh tamanha ki alamat..
ho pyaar aghar dil main to lafzoon ki zaroorat nahin hoti......
Khamoshi bhi hai arzeh tamanha ki alamat..
ho pyaar aghar dil main to lafzoon ki zaroorat nahin hoti
iska jawaab
KHaamoshi KHud apani sadaa ho aisaa bhi ho saktaa hai
sannaaTaa hii gooNj rahaa ho aisaa bhi ho saktaa hai
meraa maazi mujh se bichharh kar keyaa jaane kis haal meiN hai
meri tarah Wo bhii tanhaa ho aisaa bhi ho saktaa hai
Daiyaar-e-MagHrib se jaane walo!daiyaar-e-Mashriq ke BaasioN ko
Kisi gHareeb-ul-Watan Musafir ki ChaahtoN ka salaam kehnaa
Hamaare Shaam-o-Sehar ka keya Haal poocHte ho ke lam'haa lam'haa
Naseeb in ka bana rahe haiN tumhaare hi Sub'ho Shaam kehnaa
Bohat he khoob Nayab, you are one talented rising poet. :)
[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
**Khamoshi bhi hai arzeh tamanha ki alamat..
ho pyaar aghar dil main to lafzoon ki zaroorat nahin hoti
iska jawaab
KHaamoshi KHud apani sadaa ho aisaa bhi ho saktaa hai
sannaaTaa hii gooNj rahaa ho aisaa bhi ho saktaa hai
meraa maazi mujh se bichharh kar keyaa jaane kis haal meiN hai
meri tarah Wo bhii tanhaa ho aisaa bhi ho saktaa hai
Hmmm bohot khoob.....Tanhaa peh aik gazal yaad ahee...yeh humhe bohot achee laghtee hai ...kion keh esha laghta hai keh yeh kishi ki haqeekat bata rehi ho...kion????
Tere bareh main jab socha nahin tha...
Main tanhaa tha maghar itna nahin tha...
Teri tasweer seh karta tha batain...
Meri kamreh main ainaa nahin tha....
Main tanhaa tha magar itna nahin tha..
Samandaar ne mujhe piyasah bhi rakha ..
Main jab sehrah main tha piyasah nahin tha..
Main tanhaa tha magar itna nahin tha..
Mananee ruthne keh thay woh din ..
Bichard jahay ghay yeh socha nahin tha...
Main tanhaa tha magar itna nahin tha..
Suna hai baand kar lee us ne ankheen..
Kahee raaton se woh soyaa nahin tha...
Main tanhaa tha magaar itna nahin tha..
Tere barain main jab socha nahin thaa......
Kion laghta hai kishi ko pasand nahin ahee…yeh to humhari favourite ghazal hai
Thjats nice Ghazal main en abhi dekhi haai
Jagjit ki awaaz mein suniyegaaa
to ziaadaa mazzaa aigaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
KucH Raat Dhaley Dil meiN parcHaaiyaaN roti haiN,
Saaye meiN DarakHtoN ke TanhaaiyaaaN roti haiN
Jee right sehi kaha aap neh…hum neh to bohot baar sunhi hai jagjit ki awaaz main..
He is cooolll naa
arey ab aap jee jeee main maiN hi karti rahengi ya kuch Sher Wer bhi farmaingi
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/mad2.gif
KucH Raat Dhaley Dil meiN parcHaaiyaaN roti haiN,
Saaye meiN DarakHtoN ke TanhaaiyaaaN roti haiN