band Dareechey

Re: band Dareechey

Din ko Raat kahein so Barhaq, Subha ko Shaam kahein so khoob
Aap ki Baat ka kehna hi kya, Aap hoye Farzaney log

Shikwa kya aur kesi Shikayat, Aakhir kuch Bunyad to ho
Tum per Mera haq hi kya hai, Hum there Beganey log

Bohat Khoob Ghazal Share Ki Aap Ne :)