Re: Baltiwala
voh jo PM mai kaha ahai ![]()
ek choti si baat poochna bhi azaab ahi tumse ![]()
Re: Baltiwala
voh jo PM mai kaha ahai ![]()
ek choti si baat poochna bhi azaab ahi tumse ![]()
Re: Baltiwala
mera choor kiya matlab
Re: Baltiwala
aie lo
khud yeh kah ahia
[QUOTE]
Aik choor rakha hai nai main nai uss sai baat kio nahi kerti :D
[/QUOTE]
aur phir
[QUOTE]
Yeh loo naam liya aur bunda hazir woh sidz kiya kehtai hai aik misaal hai na:D
[/QUOTE]
ab mujhe bataou maine kia galat kaha?
Re: Baltiwala
aur phir ab mujhe bataou maine kia galat kaha?
ohhhhhh acha abb samjha :D
Re: Baltiwala
zuada kaam ker ker keh bechaare kah dimagh hi khisak geya hai
chalo isseh dua deti houn ![]()
Re: Baltiwala
toba toba essi essi batai pochti hoo k bunda sharma jaye:blush:
Re: Baltiwala
Dukhi keh bache
agar kabhi tum mere haat ai nah asal mai toh tum bacho geh nehi
voh danda jo pakra huwa hai nah us keh saat tumhara esa hashar keroun ghi esa hashar keroun ghi keh bhool ker kabhi moun nehi kholou geh begair soche ![]()
Re: Baltiwala
haan abb araam aaya ![]()
Re: Baltiwala
Shairni gussai mai ![]()
Re: Baltiwala
behtne mai dard toh nehi ho rehi nah ;)
Re: Baltiwala
yeh toh kuch nehi
abhi hafta phele sab mard log steel ki chaddiyaan order kerne lagge the ![]()
Re: Baltiwala
Sidz tum batai kernai mai kafi expert ho gayi hoo:D
Mujhai routine main aanai k liye time lagay ga ![]()
Re: Baltiwala
kiya expert?
abhi toh mujhe kuch nehi ata ![]()
hai Allah 6,726 posts ![]()
Re: Baltiwala
Theek sai service kerwatai rehtai to ye haal na hota na ![]()
Re: Baltiwala
Agar kahoo to mai kuch kuch sikha dooooo ![]()
Re: Baltiwala
arre oh duffer uper dekho maine kiya likha hai ![]()
Re: Baltiwala
Oki You two mera bedtime ho chuka hai
it is 11.30 i am goin to bed
Allah Hafiz
inshllah kal millein geh
aur Balri itni itni deir keh liyeh nah bhoola kero humme ![]()
Re: Baltiwala
:)
Re: Baltiwala
isko tikka lagta ahitoh maza ata hai ![]()