Re: Baithak of Bheegiyaad & MasoomMuskaan
thankloos bheegi n Darogha e Poetry
waiting anxiously knowing you precious
na samjhay khuda karay koi - moto of ma laif
een k khoobaan farsi nadarud k cheen fur fur ast phair wee aahoo
degar ahwal e maa tab e farmani ast o shukur-mund khoob ast aahoo g
main samajhdaar tu nahi magar mujhay hona para hay jub ghira main devileez k darmayaan
tu aur kia zalimoo ne koi choice bhee nahi dee atleast 70% honee chahiyaa thee
tay hor ki muddee g itaa masoom k lahore main masoom’s cafe bun gaya
thanks lonley g
lo aap hee ne kaha thaa surma utaray ga nahi bhalaay seerhee(ladder) bhee laga lo
thanks shab g
aik baar phir aap sub ka shukur-guzaar k apnay qeemuti waqt se kuch waqt aap ne MM or Bheegi ki mahnut ko sarahaa aur mujh aisay k baray janana chaha, hamesha khush rahyaa, shad o abad salamti k saath.