Re: Baithak of Bheegiyaad & MasoomMuskaan
Mein nay tou sahi wala matlab btaya hai, muchno nay aik or word ka btaya hai jis ko Mo*yy*un pronounce kertay hain (stress on y) You might have heard this word, wo ghalib ka shiar ha na... Mot ka aik din moyyun hai neend kyun raat bher nahe aati......
oh haan ye bhee aap ne sahi irshad farmaya, awaaz aik jaisee nikaltee hay na g iss liay shayud confoozun ho gaee ho gee. padfoot ur knowledge is appreciable.