Re: Baithak of Bheegiyaad & MasoomMuskaan
Mein nay tou sahi wala matlab btaya hai, muchno nay aik or word ka btaya hai jis ko Moyyun pronounce kertay hain (stress on y) You might have heard this word, wo ghalib ka shiar ha na…
Mot ka aik din moyyun hai
neend kyun raat bher nahe aati…