BaitBazi Month of January ....2009

Re: BaitBazi Month of January ....2009

ajao gay jo zud pe halat k kisi din.........
hojaye ga maloom Khuda hai k nhi hai....
yay

Re: BaitBazi Month of January ....2009

YEH DIL UDAAS HO JATA HE TUMHAARE JAANE KE BAAD
IK TUM HI TO PAAS HOTE HO SANAM, AANE KE BAAD
PHOOL JO MUSKARAANE LAGTE HEN TUMHAARE AANE KE BAAD
PHIR SE MURJHA JAATE HEN TUMHAARE JAANE KE BAAD<!--colorc--><!--/colorc-->
<!--IBF.ATTACHMENT_231201-->

Edited

Re: BaitBazi Month of January ....2009

Dil Gumsum, Zubaan Khamosh, Aankhe Aaj Num Kyon Hai?
Jo Apna Kabhi Hua Hi Nahin, Use Khone Ka Ghum Kyon Hai?

Re: BaitBazi Month of January ....2009

Yeh raah akailii kat-ti hai yaaan saath na koi yaar chalay
Uss paar na-janay kya payen iss paar tou sub kuch haar chala


Alif

Iqbal Bara Updeshak Hai...Man Bato Se Moh Leta Hai
Guftar Ka Woh Gazi To Bana...Kirdaar Ka Gazi Ban Na Saka.


aankhon se ojhal honaa kyaa dil se ojhal honaa hai
mujh se chhuT kar bhii ahal-e-Gam kyaa tujh se chhuT jaayenge

ye

Ye tamanna hai Rab se k bhool jaoon main sab kuch
lekin yeh yaad hai kay humari rag rag main samaai hai.


Ye jantay hain k teri fitret wafa se na aashna hai phir bhi
Teri taraf se lagaye rehte hain apnay dil ko tasalliyo'n main

ye

Yeh na thi humari qismat kay visal-e-yaar hota
Agar aur jeetay rehtay to yehi intezar hota

Ab kahan jaain baharoon ki tamanna lai kar Dil ka har zakham mehakta hai gulistan ki tarha

alif :chai:

Ab k taj deed-e-wafa ka na imka'n jana
yaad kia tujh ko dilaen tera payma'n jana

aey merey Khuda taqdeer ko itna to batayaa hota dukhoN ke pahaarr insaanoN pe giraaey nahi jaatey

ye :teary3:

Yaa Bhi Hay Tamana K Usay Dil Say Bhula Dain
Is Dil Kau Magar Us Ki Zarorat Bhi Bahat Hay

yehi buhut hay kay dil us ko dhond laya hay kisi kay sath sahi wo nazar to aaya hay karo shikayatain takta rahoon kay pyaar karon gai bahar ki sorat wo lout aaya hay

ye:chai:

ye dil buhut udas hay jab say khabar hoi
miltay ho tum khuloos say har ajnabi kay sath

hum nay sokhay huway patoo'n par lahoo chirka hai phool ab bhi na khiltay to qyamat hoti

ye :chai:

Yun to main Huns PAra Hoon Tumharay Liay Mager
Kitnay Sitaray Toot Paray Ek Hunsi K Saath


hamri jaan par dohra azaab hai mohsin
kay dekhna nahi hum ko sochna bhi hai

ye

Yeh Taqdeer ki Hain ChalaiN k Badli Huwi Hai Bazi
Jo Mera Chara Ger Tha MaiN Usi Ka HooN Nishana