BaitBazi Month of February....2009

Re: BaitBazi Month of February....2009

aaj bhi hain mere qadamon ke nishaan aavaaraa
terii galiyon mein bhatakate the jahaan aavaaraa
jis ko bhii chaahaa use tut ke chaahaa "Raashid"
kam milenge tumhen ham jaise yahaan aavaaraa

"alif"