Re: Bait Bazi ..
Na mere qalam se likhi gaee, na meri zuban se ada huwi
Jo nazar se kehnay ki baat hai kisi harf mein na samayegi
Koi phool chunta hai kis leye, koi dhool hota hai kis tarah
Yeh waqt waqt ki baat hai, tujhe zindagi batayegi ...