Re: Bait Bazi - October 2012
Yeh daulat, shohrat, izat, yehi sab to khawb tha tumhara,
Sab paa ke bhi kyon hote ho sogwaar ki tarah,
Re: Bait Bazi - October 2012
Yeh daulat, shohrat, izat, yehi sab to khawb tha tumhara,
Sab paa ke bhi kyon hote ho sogwaar ki tarah,
Re: Bait Bazi - October 2012
Hisaar-e-zaat se gar ham nikal nahiiN sakte
diye hamaare tafakkur ke jal nahiiN sakte
Re: Bait Bazi - October 2012
Yeh kya ke beyaan sab se dil ki haaltain karni,
Faraz tujh ko na aayin mohabbtain karni..
Re: Bait Bazi - October 2012
Ye or baat keh ,,meri ana jata na saki
mujhay junon tera her juno'n say barh k raha !
Re: Bait Bazi - October 2012
Ruuth Kar Tum Mujhe Bhulane Lage,
Itne Durr Hue Ke Bahut Yaad Aane Lage,
Re: Bait Bazi - October 2012
![]()
Re: Bait Bazi - October 2012
Ye or baat keh ,,meri ana jata na saki
mujhay junon tera her juno'n say barh k raha !
Us ne bataur* tohfa diya libaas-e-hijar,
Pehna jo aik baar utaara na phir kabhi,
Re: Bait Bazi - October 2012
Kisi Ko Mohabbat Ki Sachai Mar Dalegi,
Kisiko Mohabbat Ki Gahrai Mar Dalegi,
Kar Ke Mohabbat Koi Nahi Bachega,
Jo Bach Gaya Use Tanhai Mar Dalegi.
Re: Bait Bazi - October 2012
Mujhay pata hy, lykin 2 member same time mein reply kryn to aisa ho jata hy, is mein meri koi ghalati nhi…
Re: Bait Bazi - October 2012
yun qatl main bachooN kay badnaam na hota
afsos ke fir'aon ko college ki na soojhi
Re: Bait Bazi - October 2012
Yu’n to pathar ki bhi takdeer badal sakti hai,
Shart ye hai usey dil se taraasha jaaye..
Re: Bait Bazi - October 2012
yun guman hota hay garchay hay abhi subah-e-firaaq
dhal gaya hijr ka din aa bhi gayee wasl ki raat
Re: Bait Bazi - October 2012
***Teri Ghaflaton Ko Khabar Kahan, Mere Haal-e-Dil Pe Nazar Kahan,
Tu Jafa Ki Had Mein Na Aa Saka, Me Wafa Ki Had Se Guzar Gaya…!
Re: Bait Bazi - October 2012
ab naam rahay ya na rahay ishq main apna
roodaad-e-wafa daar pe dohra to gaye hum
Re: Bait Bazi - October 2012
Mohabat ke qisay wafa ki kahani,
Guzari hai mar mar ke ye zindgani,
Re: Bait Bazi - October 2012
Zindagi bhar muskurane ki dua naa dena,
Mujhe pal bhar muskurane ki sazaa maloom hai...
Re: Bait Bazi - October 2012
hai waja e haal mukhtasar ke aaj zakhm azkhm hon
main patharon se shehr main barhana paa chala gaya
Re: Bait Bazi - October 2012
aataa hai yaad mujhko guzraa huaa zamaana
vo baaGh kii bahaareN, vo sab kaa chahchahaanaa
Re: Bait Bazi - October 2012
aataa hai yaad mujhko guzraa huaa zamaana vo baaGh kii bahaareN, vo sab kaa chahchahaanaa
**Chahte hain jo had se zyada kisi ko ,
wohi tu Sabse zyada takraar karte hain
karo na fikar agr wo tumse naraz hojaye
Naraz hote hain wohi jo pyaar karte hain ....
**
Re: Bait Bazi - October 2012
naavak andaaz jidhar deeda e jaanaaN hoNge
neem bismil kaii hoNge, kaii be_jaaN hoNge!