Re: Bait Bazi - October 2012
nakaam-e-tamanna dil is soch main rehta hay
yun hota to kya hota, yun hota to kya hota
Re: Bait Bazi - October 2012
nakaam-e-tamanna dil is soch main rehta hay
yun hota to kya hota, yun hota to kya hota
Re: Bait Bazi - October 2012
ai dost muhabbat ke sadme tanha hii uThane paRhte haiN
rahbar to faqat is raste meN do gaam sahaara dete haiN
Re: Bait Bazi - October 2012
na haaraa hay ishq, na duniya thaki hay
diyaa jal raha hay, hawa chal rahi hay
Re: Bait Bazi - October 2012
You Galat b nahi Hoty Chehron K Ta'asur Lekin
Log vaisy hoty b nahi, Jaisy nazar aaty hain
Re: Bait Bazi - October 2012
***haan mjhe rasm-e-mubhat ka saleeka hi nhi
ja kisi or k honi ki ijazat hai tujhe ... :(
Re: Bait Bazi - October 2012
yeh mohabbat ki kahani nahi marti laikin
log kirdar nibhatay huay mar jatay hain
Re: Bait Bazi - October 2012
nikalna Khuld say aadam ka suntay aaye thay lekin
bahut be-aabru ho kar teray kuchay say ham nikalay
Re: Bait Bazi - October 2012
*yeh masaa'il-e-tasavvuf, yeh tiraa bayaan, "Ghalib!"
tujhe ham walii samajhte jo na baada_Khowaar hotaa! *:D
Re: Bait Bazi - October 2012
Is say berh k aur kai hm py sitam hoga saba
Mashwara manga ha us ny faisla karny k baad
Re: Bait Bazi - October 2012
dekh kar shama-e-tamanna ki zeyaa aankhoN main
muskurayega, magar baat nahi maanega
Re: Bait Bazi - October 2012
muskuraane se kuchh nahiiN hotaa
dil lagaao, to koii baat bane!
Re: Bait Bazi - October 2012
yun to bohot hans kay mila tha lekin
dil hi dil main wo khafa ho jesay
Re: Bait Bazi - October 2012
**Yaad nahi kia kia dekha tha saaray manzar bhool gaye
Oss ki galiyon say jab loutay apna bhi ghar bhool gaye**
Re: Bait Bazi - October 2012
Re: Bait Bazi - October 2012
Mohsin kisi ny piyaar sy poocha tha ik sawal,
phir saari umr usi ki wazahat main hum rahy.
Re: Bait Bazi - October 2012
*Yeh Na Ho Kahein Tujh Ko La'Jawab Kar DooN MaiN
kuch Sawal Rehne Dy , kuch Jawab Rehne Dey *
Re: Bait Bazi - October 2012
ye khadsha tha ke mushkil hay tera laot aana, lekin phir bhi
thaam ke haath ummeedoN ka, Tehlaatay rahay hum kitni dair
Re: Bait Bazi - October 2012
Roshni ki talash mein andhaira dhoondh laya
Dil mera bhi meri tarah pagal nikla..!!!
Re: Bait Bazi - October 2012
ik mudat say mere maa nahi soye taabish
ik baar kaha tha mujhay der lagta hai !
Re: Bait Bazi - October 2012
yeh sard shamain bhi kis qadar zaalim hian
bazahir tu sard hoti hain par in main dil sulagtey hian.