Re: Bait Bazi - November 2013
Doston ke darmayaan
wajah e dosti hai tu
te/wao
Re: Bait Bazi - November 2013
Doston ke darmayaan
wajah e dosti hai tu
te/wao
Re: Bait Bazi - November 2013
wuh meray Zabt ka andaza karnay aaya tha
mein huns k choT na khata to aur kya karta
Re: Bait Bazi - November 2013
Kuch Din To Baso Meri Aankhon Mein, Phir Khwab Aagar Ho Jao To Kya,
Koi Rang To Do Mere Chehre Ko, Phir Zakham Agar Mehkao To Kya
kaaf/alif
Re: Bait Bazi - November 2013
**kabhii kitaabo.n me.n phuul rakhanaa
kabhii daraKhto.n pe naam likhanaa
hame.n bhii hai yaad aaj tak vo
nazar se harf-e-salaam likhanaa
Laam/alif**
Re: Bait Bazi - November 2013
***Log Kehte Hen K Muskaan He Honto Per Mere
Kon Janey Ke Tassawar Mein Hansaya Kis Ney...
noon/ye***
Re: Bait Bazi - November 2013
**nazar milaa na sake us se us nigaah ke baad
vahii hai haal hamaaraa jo ho gunaah ke baad
bey/daal **
Re: Bait Bazi - November 2013
***Bari Ajeeb hai us nadaan dil ki khuwahish
Jo uska Hona nahi chahta, ye usay khona nahi chahta...
Che/alif***
Re: Bait Bazi - November 2013
**chashm-bar-raah-e-shauq ke maare
chaand ke intazaar mein taare
tey/ye **
Re: Bait Bazi - November 2013
***Tu guzra waqt nahi hai ke bhula dun tujhko
Tu maira haal hai Aur beet raha hai dil par...
Pey/re***
Re: Bait Bazi - November 2013
Patharon aaj mere sir pe baraste kiyun ho
maine tum ko bhi kabhi apna khuda rakha hai
he/ye
Re: Bait Bazi - November 2013
**hairaton ke silsile soz-e-nihaan tak aa gaye
ham nazar tak chaahate the tum to jaan tak aa gaye
gaaf/ye**
Re: Bait Bazi - November 2013
gila likhun mein agar teri be-wafaai kaa
lahu mein gharq safeena hou aashnaai kaa
kaaf/alif
Re: Bait Bazi - November 2013
Usey apna bananey ki zid mein,
Apne bhi paraaye kiye hum ne..
noon/ye
Re: Bait Bazi - November 2013
**nahii.n ki mujhako qayaamat kaa etiqaad nahin
shab-e-firaaq se roz-e-jazaa ziyaad nahin
Noon**
Re: Bait Bazi - November 2013
Naa mizaaj abr-e-karam ka hai, naa ilaaj baarish-e-gham kaa hai
teri dosti ko mein kyaa karun jo naa dhoop ki hai naa chaaoun ki
kaaf/ye
Re: Bait Bazi - November 2013
**kaam aa sakiin na apanii vafaayen to kyaa karen
ik bevafaa ko bhuul na jaayen to kyaa karen
kaaf/noon
**
Re: Bait Bazi - November 2013
kehtey hein tum kou hosh nahin izteraab mein
saarey giley tamaam huey ik jawaab mein
meem/noon
Re: Bait Bazi - November 2013
**manzar hai vahii thathak rahii huun
hairat se palak jhapak rahii huun
hey/noon**
Re: Bait Bazi - November 2013
Ho tamanna aur kya jane tamanna aap hain
Kya karon ga le k duniya Meri duniya aap hain
he/noon
Re: Bait Bazi - November 2013
hai kahan tamanna kaa doosra qadam
hum ney dasht-e-imkaaN kou naqsh-e-paa paaya
pey/alif