Bait Bazi Month of May 2008

Re: Bait Bazi Month of May 2008

yaadon ki dehleez pay koi dastak hay na saya hay...,



to aankhon men deep jala kar kisko dhondny aaya hy



ye

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Yeh Na Ho Kahein Tujh Ko La'Jawab Kar DooN MaiN
kuch Sawal Rehne Dy , kuch Jawab Rehne Dey

Yeh

Re: Bait Bazi Month of May 2008

yahi hai na tumhe hum se bichar jane ki jaldi hai
kabhi milna tumhare masle ka hal nikalen ge

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Yeh tairrgi tou beherhaal chatt hi jaye gii
na aaii raas hamain roshni tou kia hogaa

Alif

Re: Bait Bazi Month of May 2008

os shukh say bichhar k zafar apni zindagi...

jesy makan hu koi dewaar k baghaer...........

rae

Re: Bait Bazi Month of May 2008

RastoN meiN mat beittho hawa tang karey gi
bhtekey huwey logoN ki sada tangh karey gi
mat toot ke chaaho usey aaghaaz-e-safer meiN
bichrrey ga to har aek adaa tang karey gi !


Re: Bait Bazi Month of May 2008

Yeh tO Apna Apna NaSeeb hAi kOii Mil Sakey Ya Na Mil Sakey
Na hO Gham Zada Dil e MeharbaaN Phir Kya hUa jO BhUla Diya

Alif

Re: Bait Bazi Month of May 2008

apna pan bhi is begaane pan men hy
pura aalam ik deewane pan men hy
ye jo tum se anjan bana phirta hon
saari baat isi anjane pan hay

Re: Bait Bazi Month of May 2008

yon tery shehr men wesy hamen kuch kaam bhi thhy

aur kuch dil ny bahany sy banaay khud bhi................!

ye

Re: Bait Bazi Month of May 2008

ye kia k sab se bayan dil ki halaten karni
faraz tumhe na aaen muhabbaten karni

*Yeh WaQt Bhi Kha Gya hAi Kitnii mUhabbatOn kO *
*"Qmar" Jawaan Thay jO Yaar Saaray Ujar ChUkay hAin *
*tUmhaari ShOkhii Gaye DinOn Ka Hisaab Maangey *
*tUmhien Khbar hAi K Gham Kay Maaray Ujar ChUkay hAin *


"nOon"<!-- Signature -->

Re: Bait Bazi Month of May 2008

najane tum se nata jab se choota hy
sadaa dil tootne ki ati hy shehnai men

Re: Bait Bazi Month of May 2008

**Na ho Ya Rub kabhi Takmeel Mere is Iraade ki
K ab Tark-e-Mohabbat Ka Irada kar raha hoon Main…!!!

"noon"
**

Re: Bait Bazi Month of May 2008

najane konsa asaib is dil men basta hy
k jo bhi thehra khir makan chor gaya

Re: Bait Bazi Month of May 2008

**Ay khamosh khalla kay Maalik teri qasam
bazm-e-jahaan mein Tujh say ziada tenha hoon…

"noon"
**

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Na Sochney Par Bhi Sochta hOn K Zindgaanii Mein Kya Rhey Ga ?
Teri tAmAnA kO Dafan Kar Key Teray KhyaalOn Sey dOor Ja Key

Yee

Nice

Re: Bait Bazi Month of May 2008

ye kiya huaa teri dunya ko ae khudaay kareem

k zinda lug tarasty hen zindagi k liye................!

ye

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Yahan kis ne palatt kar daikhna haii
koii kitnaa akaila reh gayaa haii...
kissi lambe safar se thak ke aakhirr
samandarr sahilon per so gaya haii

Yeh

Re: Bait Bazi Month of May 2008

ye aalam shuq ka dekha na jaay...

wo but hy ya khuda dekha na jaay

ye