Bait Bazi Month of May 2008

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Apne Haathon Ki Lakeeron Main Basa Le Mujh Ko
Main Hoon Tera Tuu Naseeb Apna Bana Le Mujh Ko

'Wow'

Re: Bait Bazi Month of May 2008

No I have corrected it:)

Vou Sir Ju Tairee Rahguzar Main Tha Sajida Raiz
Main Nay Kissee Qadam Pay Jhukaya Nahee Hanooz

"Zay"

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Zabani Tha Sachi Muhabbat Ka Ehed
Na Kaghaz |Tha Koi Na Tehreer Thi

'Ye'

Re: Bait Bazi Month of May 2008

ek tum ho har ek dil main utar jate ho
aur ek hum hain har ek dil se utar jate hain

(Noon)

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Na Mila Per Na Mila Ishq Ko Andaz-e-Junoon
Hum Ne Majnon Ki Bhi Aashufta Sar Dekhi Hai

'Ye'

Re: Bait Bazi Month of May 2008

yaaden bhi hain'ummiden bhi hain'bebasi bhi he
ae dost kya nahi he hamari nigah main


(noon)

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Naqash-e-Khayaal Dil Say Mittaya Nahee Hanoozzz
Baydard Main nay Tujh Ku Bhulaya Nahee Hanooozzz

"Zay"

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Zindagi tujh se khushi mang raha hun aise
jis tarah rait se pyasa koi pani mange


(Ye)

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Yun Saja Chand Kay Jhalka Tairay Andaaz Ka Rang
Yun Fiza Mehki Kay Badla Mairay Humraaz Ka Rang

"Gaff"

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Ghabra na shiddat-e gham se husule kamyabi main
ki shakh-e gul pe phool ane se pehle khaar ate hain


(noon)

Re: Bait Bazi Month of May 2008

"Gaff"
[/quote]

Ghabra na shiddat-e gham se husule kamyabi main
ki shakh-e gul pe phool ane se pehle khaar ate hain

(noon)

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Ghabra na shiddat-e gham se husule kamyabi main
ki shakh-e gul pe phool ane se pehle khaar ate hain

(noon)
[/quote]

Na Gunwaoo Navik-e-Neem Kash Ku
Dil Reeza Reeza Gunwa Diya Tu Kiya
Ju Bacahy Hian Sang Sameet Lou
Tan-e-Dagh Dagh Luta Diya To Kiya

"Alif"

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Na Gunwaoo Navik-e-Neem Kash Ku
Dil Reeza Reeza Gunwa Diya Tu Kiya
Ju Bacahy Hian Sang Sameet Lou
Tan-e-Dagh Dagh Luta Diya To Kiya

"Alif"

Aag ko hoti nahi apne paraye ki tameez
Baat ye bhool gaye aag lagane wale

(ae)

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Yey Kis Key Khalish Nay Phir Dil Main Ashiyana Kiya
Phir Ajj Kis Nay Shukhan Hum Say Ghaibana Kiya

"Alif"

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Andaz hu ba hu teri awaz-e pa ka tha
ghar se nikal ke dekha jhonka hawa ka tha


(alif)

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Aaina Kyun Na Duun Kay Tamasha Kahain Jisay
Aisa Kahan Say Laoun Kay Tujh Sa Kahain Jisay

"Yey"

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Ye soch kar koi ahdo-wafa karo humse
hum ek wade pe umren guzar dete hain


(noon)

Re: Bait Bazi Month of May 2008


Niyat-e-Shook Bhar Na Jaiy Kaheen
Tu Bhee Dil Say Uter Na Jaiy Kaheen

"Noon"

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Nahi milta sukhan apna kisi se
Hamari guftgu ka dhab alag he


(ye)

Re: Bait Bazi Month of May 2008

ya kyun hamesha meri talab hi tumhe sadaa de kabi to khud bhi sapurdagi ki thakan men aao