Re: Bait Bazi Month of May 2008
Hijr kay sahil pay kis kay munatazir behtay ho tum is samandar say bahla kab lautee'n hayn kishtia'n
"noon"?
Ooh okay me samjha shaid app koi shair post karany wali thee or me nay pehlay kar diya:) Its sad purr yehi haqeeqat hai zindagee key:(
Nahee Iss Khuli Fiza Main Koi Gosha-e-Faraghat
Yeh Jahan Ajab Jahan Hai Na Qafas Na Ashiyaana
"Hay"