Re: Bait Bazi Month of May 2008
Iss dil k chandd asason mein ik mausam hai barsaton ka
ik sehra hijr kii raaton ka ik jungle wasl k khvabonn kaa..
hum logg junoon k aalam mein manzil ki talab b bhol gaye
abb dil ko bhala saa lagta hai, sehra mein aks sarabon ka
Alif