Re: Bait Bazi Month of December, 2008
Woh jo ham mein tum mein qarar thaa tumhein yaad ho k na yaad ho
Wahi yaani wada nibah ka, tumhein yaad ho k na yaad ho
Woh jo lutf mujh pe thay paishter, woh karam k thaa miray haal per
Mujhay sab hai yaad zara zara, tumhein yaad ho k na yaad ho
"waao"