Re: Bait Bazi Month of April, 2008
Abb tou kuch apnii tabiyatt hi juda lagti haii..
sans layta hon to zakhmon ko hawa lagti hai
kabhi raazi kabhi mujh se khafa laggti haii...
zindagii tu hii bata tuu mairi kiaa laggtii haii
Yeh
Re: Bait Bazi Month of April, 2008
Abb tou kuch apnii tabiyatt hi juda lagti haii..
sans layta hon to zakhmon ko hawa lagti hai
kabhi raazi kabhi mujh se khafa laggti haii...
zindagii tu hii bata tuu mairi kiaa laggtii haii
Yeh
Re: Bait Bazi Month of April, 2008
Yeh Socha Tha Brastii Aankh Us kO rOk Ley Shaayed
MaGar AshkOn Ki KarriyOn Sey KahaaN Zanjeer Bantii hAi
Hazaar Baar Ki kOshish Magar mUmkin Nahien
Bhala KhUd Hii Bananey Sey KahaaN TaQdeer Banti hAi
Yee
Re: Bait Bazi Month of April, 2008
ye kahan hamari kismat k wisaal e yaar men tha
kuch aur der jeete agar intezar hota
Re: Bait Bazi Month of April, 2008
Is Neelii DhUnd Mein Kitnay bUjhtey Zamaney Raakh Bikhair Gye
Eik Pal Kii Palak Par dUnya hAi Kya Jeena hAi Kya Marna hAi
Re: Bait Bazi Month of April, 2008
ya kia bicharne ki sham hote hi apne peron pe laut ana
kabhi jo lamba safar hoa to muhabbaton ka pata chale ga
Re: Bait Bazi Month of April, 2008
Is Sey Pehley K KhiZaan Chaat Ley Rangat Merii
Meri KhUSbOo Ka Asassa tO Saba Ley Jaye
Haak e MaQtal Meri POshaak Sanbhaley Rakhna
Kya Khabar kOn Yeh BOseeda Qabba Ley Jaye
Yee
Re: Bait Bazi Month of April, 2008
ye raz-e-bahare gulshan hy,is raz ko koi kiya samjhy........,
pholon ny rulaya shabnam ko ya raat ko shabnam khud roi
ye
Re: Bait Bazi Month of April, 2008
YaadOun Kii KhaliSh wO Shaam O Sehar MayOos Sey wO Dewaar O Dar
EhSaas Kii Lou Madham Madham Kuch Keh Na Sakey Kuch BhOol Gaye
Yee
Re: Bait Bazi Month of April, 2008
YuuN Lagta hay jaesay abhi laut aaye gaa
jaatay houey charagh bujha kar nahiN geya
alif''
Re: Bait Bazi Month of April, 2008
YaadOun Kii KhaliSh wO Shaam O Sehar MayOos Sey wO Dewaar O Dar
EhSaas Kii Lou Madham Madham Kuch Keh Na Sakey Kuch BhOol Gaye
Yee
best.choice
Dard ka kehna cheekh otho dil ka kehna weza nibhaao.....
sab kuch sehna chup chup rehna kaam hy ezzat daaron ka
INsha ji ab ajnabiyon men chen sy baaqi omr katy............
jin ki khatir basti chhuri,naam na lu un piyaron kaa........
Re: Bait Bazi Month of April, 2008
YuuN Lagta hay jaesay abhi laut aaye gaa jaatay houey charagh bujha kar nahiN geya
alif''
aaj buhut din baad suni hy baarish ki aawaz
aaj buhut din bad kisi manzar ny rasta ruka hy
rim jhim ka malbos pehen kar yaad kisi ki aai hy
aaj buhut din bad achanak aankh yuonhi bhar aai hy
ye