Re: Bait Bazi Month of April, 2008
Yeh jo khwahishon ka parind hai, isse mausamon se gharz nahi
yeh urrey ga apni hi mauj mein, isse aab de keh saraab de....
kabhi yun bhi ho, terey rubaru, main nazar mila k ye keh sakoon
mairi hasraton ko shumaar kar, mairi khwahishon ka hisaab de!
Yeh