Re: Bait Bazi (June 2015)
nahin hai tum se koi dosti bhi ab to magar
**qadam qadam pe ye kaisa vabaal aayaa hai
hey/ye**
Re: Bait Bazi (June 2015)
nahin hai tum se koi dosti bhi ab to magar
**qadam qadam pe ye kaisa vabaal aayaa hai
hey/ye**
Re: Bait Bazi (June 2015)
yeh theek hai koi marta nai judai mai
khuda kisi ko kisi se magr juda na kry
Re: Bait Bazi (June 2015)
kaun batalaaye tumhein kaise vo mausam hain ki jo
**mujh se hii duur rahein mujh mein hii basate jaayen
jeem/noon**
Re: Bait Bazi (June 2015)
*Jab Hawa MUkhaalif ho ,Moaj mein Sumandar ho
*Kashtiyaa’n Ulatney mein Dair Kitni Lagti hai
**
Re: Bait Bazi (June 2015)
ye rutabaa-e-buland milaa jis ko mil gayaa
**har muddaii ke waaste daar-o-rasan kahaan
kaaf/noon**
Re: Bait Bazi (June 2015)
door hai manzil, raaheN mushkil aalam hai tanahaaii kaa
**aaj mujhe ehasaas huaa hai apanii shikastaapaaii kaa
kaaf/alif**
Re: Bait Bazi (June 2015)
kaam aa sakii.n na apanii vafaaye.n to kyaa kare.n
ik bevafaa ko bhuul na jaaye.n to kyaa kare.n
Re: Bait Bazi (June 2015)
kaaf/wao
Re: Bait Bazi (June 2015)
**wo naalaa dil mein khas ke baraabar jagah na paaye **
**jis naale se shigaaf pare aaftaab mein
meem/noon**
Re: Bait Bazi (June 2015)
najany kon duaoo mai yad rakhta hai
mai doobta hu samandar uchal daita hai
Re: Bait Bazi (June 2015)
**haaye vo vaqt-e-judaaii ke tumhaare aansuu
gir ke daaman pe bane the jo sitaare aansuu
alif/vao**
Re: Bait Bazi (June 2015)
a dekh mujh se roothny waly tairy beghair
din b guzar gaya, mairi shab b guzar gae
Re: Bait Bazi (June 2015)
**yaad hain vo husn-o-ulfat kii niraalii shokhiyaan **
**iltamaas-e-uzr-o-tamahiid-e-shikaayat ke maze
meem/ye**
Re: Bait Bazi (June 2015)
mahar kii tujhase tavaqqo thii sitamagar nikalaa
mom samajahe the tere dil ko so paththar nikalaa
Re: Bait Bazi (June 2015)
na rah_zanon se ruke raaste mohabbat ke
**vo kaafile nazar aaye lute lutaaye hue
hey/ye**
Re: Bait Bazi (June 2015)
Ye Kon Si Manzil Hai K Jis Manzil Par,
Tere Deewane Ko Kehte Hain Deewana Log..!!
Re: Bait Bazi (June 2015)
Ghum shuda hogae hu mai
aky mujy talash ly…