Re: Bait Bazi (July)
na hogaa yak bayaabaa.N maa.Ndagii se zauq kam meraa
hubaab-e-mauj-e-raftaar hai, naqsh-e-qadam meraa
Re: Bait Bazi (July)
na hogaa yak bayaabaa.N maa.Ndagii se zauq kam meraa
hubaab-e-mauj-e-raftaar hai, naqsh-e-qadam meraa
Re: Bait Bazi (July)
main terii raah se hatane ko hat gayaa lekin
**mujh to koii bhii rastaa nazar nahin aataa
Alif**
Re: Bait Bazi (July)
*mai.n kis vatan kii talaash mein yuun chalaa thaa ghar se *
**ki apane ghar mein bhii ajanabii ho gayaa huun aa kar
kaaf/rey**
Re: Bait Bazi (July)
Kabhi Khamosh Betho Gi Kabhi Kuch Gun-Gunao Gi
Me Utna Yad Aunga Mujhe Jitna Bhulao Gi...
Re: Bait Bazi (July)
http://www.urdudesignpoetry.com/wp-content/uploads/2014/07/Iss-ke-baad-tera-aur-kia-iraada-hai.jpg
Hey/ye
Re: Bait Bazi (July)
hui aankh nam orr ye dil muskraya
tu ,sathi koe bhula hua yadd aaya
aalif
Re: Bait Bazi (July)
http://sufiteachings.com/wp-content/uploads/2011/07/w_13.gif
Re: Bait Bazi (July)
naamaa gayaa ko_ii na ko_ii naamaabar gayaa
terii Khabar na aa_ii zamaanaa guzar gayaa
Re: Bait Bazi (July)
http://www.urdulovepoetry.com/wp-content/uploads/2014/03/1656380_740421189309997_1483331130_n.jpg
hy/wao
Re: Bait Bazi (July)
wo dil hii kya tere milne ki jo dua na kare
main tujh ko bhool ke zinda rahun Khuda na kare
Kaaf/ye
Haroon Ahmad
DET - U.S. Central Command
United States Central Command - Urdu - MacDill Air Force Base, FL - Government Organization | Facebook
Re: Bait Bazi (July)
Last She’r of Last Month
Khay / Meem